House of Monark
The Reading Room
The Arcade Room
THE VINYL ROOM
The house
Jise tu chheenti rahi har roz thoda-thoda, woh khud hi ek din sab tere naam kar deta.
Ab tanhaai bhi tanha kahaan lagti hai, khud ki sohbat hi mukammal lagti hai.
Main insaanon ko unki niyat se nahi, unke lafzon se tolta raha.